Zalim ye zamane wale
Is dil ka tadapna kya jane
Jab dard uthe
Jab dard uthe
Dil me to
Aansu na bahana
Jab dard uthe
Dil me to
Aansu na bahana
Royegi to
Hans dega ye
Bedard zamana
Bedard zamana
Jab dard uthe
Duniya me tera
Koi bhi humdard nahi hai
Tuta hua
Tuta hua dil apna
Kisi ko na dikhana
Tuta hua dil apna
Kisi ko na dikhana
Royegi to
Hans dega ye
Bedard zamana
Bedard zamana
Jab dard uthe
Taqdeer ne armano me
Wo aag lagayi
Mushkil hai
Mushkil hai jise
Ae dile nashad bujhana
Mushkil hai jise
Ae dile nashad bujhana
Royegi tu
Hans dega ye
Bedard zamana
Bedard zamana
Jab dard uthe
Jab dard uthe
Dil me to
Aansu na bahana
Jab dard uthe
Dil me to
Aansu na bahana
Royegi to
Hans dega ye
Bedard zamana
Bedard zamana
Jab dard uthe

