Teri Yaado Me (Remix) Lyrics | The Killer | Shreya Ghoshal, K. K. | Sajid Wajid

Teri Yaado Me (Remix) Lyrics | The Killer | Shreya Ghoshal, K. K. | Sajid Wajid

Phirta rahu dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaa main kahaa
Teri yaado mein khoya rehta hu
Mujhko dasti hai tanhaaiya
Phirta rahu dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaa main kahaa

Tu jo judaa ho gayi
Teri sadaa kho gayi
Dekh le phir zindagi
Haa kya se kya ho gayi
Jab se bichdi hu rab se kehti hu
Kitna suna hai tera jahaan
Phirta rahu dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaa main kahaa

Kaise kate zindagi maayusiya bebasi
Raahe sabhi kho gayi
Roshani de roshani
Main toh rehti hu
Teri raaho mein
Bekhabar mujhko dhundhe kaha
Phirta rahun dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kaha main kaha
Teri yaado mein khoya rehta hu
Mujhko dasti hai tanhaiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *