Ye hai mohamaya
Ye hai mohamaya
Ye hai mohamaya
Ye hai mohamaya
Aisi meri kaya
Chhune ko dil lalchaya
Aisi meri kaya
Chhune ko dil lalchaya
Ye hai mohamaya
Ye hai mohamaya
Are ye hai mohamaya
Are ye hai mohamaya
Jalwa mera dekhke
Mardo pe jadu chhaya
Jalwa mera dekhke
Mardo pe jadu chhaya
Haath lekin kisi ke
Kuch nahi aaya
Haath lekin kisi ke
Kuch nahi aaya
Lut gay hain kitne
Koi kuch nahi kah paya
Ye hai mohamaya
Ye hai mohamaya
Ye hai mohamaya
Ye hai mohamaya
Jisne yaha paisa lutaya
Jisne humko nachhaya
Jisne yaha paisa lutaya
Jisne humko nachhaya
Ek baar yaha jo aaya
Wo laut ke ja na paya
Ek baar yaha jo aaya
Wo laut ke ja na paya
Sochte hain sabhi
Kya khoya
Kya paya
Ye hai mohamaya
Are ye hai mohamaya
Aisi meri kaya
Chhune ko dil lalchaya
Aisi meri kaya
Chhune ko dil lalchaya
Ye hai mohamaya
Ye hai mohamaya
Ye hai mohamaya
Ye hai mohamaya

