Kabhi kabhi sapna lagtaa hai
Kabhi kabhi sapna lagtaa hai
Kabhi ye sab apna lagtaa hai
Tum samajha do
Man ko kya samajhaau
Kabhi kabhi sapna lagtaa hai
Kabhi ye sab apna lagtaa hai
Tum samajha do
Man ko kya samajhaau
Kabhi kabhi sapna lagtaa hai
Mujhe agar baaho me bhar lo
Shayad tumko chain mile
Mujhe agar baaho me bhar lo
Shayad tumko chain mile
Chain to us din khoyaa maine
Jis din tumse nain mile
Phir bhi ye achhaa lagtaa hai
Magar abhi sapna lagtaa hai
Tum samajha do
Man ko kya samajhaau
Kabhi kabhi sapna lagtaa hai
Chehare pe hai
Aur ek chehraa
Kaise use hataau
Meraa sach gar tum apna lo
Janam janam tar jaau
Aise sab achhaa lagtaa hai
Sab ka sab sapna lagtaa hai
Tum samajha do
Man ko kya samajhaau
Kabhi kabhi sapna lagtaa hai
Kabhi ye sab apna lagtaa hai
Tum samajha do
Man ko kya samajhaau
Kabhi kabhi sapna lagtaa hai
Kabhi ye sab apna lagtaa hai
Tum samajha do
Man ko kya samajhaau
Kabhi kabhi sapna lagtaa hai

