Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare Lyrics | Balmaa | Asha Bhosle, Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare Lyrics | Balmaa | Asha Bhosle, Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Balma balma balma balma balma balma
Balma balma balma balma balma balma
Bansuriya abb yeh hi pukare aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare aa balma nadiya ke kinare
Teri aankho se nindiya churaunga
Tere hontho se laali udaunga
Bansuriya abb yeh hi pukare aa balma nadiya ke kinare
Tujhe sanso me apni basaungi
Tujhe apni najar me chhupaungi
Bansuriya abb yeh hi pukare aa balma nadiya ke kinare

Aankhe bichhaye baithi thi dilbar ki chah me
Kab se khadi thi mai yaha chahat ki rah me
Tune jo di saja toh mai tere pas aa gaya
Dooniya bhula ke mai sanam tujhme sama gaya
Diwani ho gayi thi mai tere pyar me
Bechain ho rahi thi mai tere intjar me
Tere intjar me
Tere intjar me
Bansuriya abb yeh hi pukare aa balma nadiya ke kinare
Balma balma balma balma balma balma
Balma balma balma balma balma balma

Aa ja karib aa mere tujhko karar du
Baho me teri pyar ke lamhe gujar du
Hai aarju yahi meri tere samne rahu
Kehani hai jitni bat mai tujhse woh sab kahu
Mere sath hai tu sathiya har ik haal me
Khoya rahu hamesha mai tere khayal me
Tere khayal me
Tere khayal me
Bansuriya abb yeh hi pukare aa balma nadiya ke kinare

Teri aankho se nindiya churaunga
Tere hontho se laali udaunga
Tujhe sanso me apni basaungi
Tujhe apni najar me chhupaungi
Bansuriya abb yeh hi pukareaa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare aa balma nadiya ke kinare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *