Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Aaye hai hawaye tujhe hai bulaye
Yaad bulaye
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Yaad jo aaye tujhe hai bulaye
Kuch na khabar hai tere aane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Saiyaa ye saiyaa
Saiyya
Kitne mousam gujre hai
Hum yaad mai teri tadpe hai
Chandni aa ke kehti hai
Aate jaate kehti hai
Kitne mousam gujre hai
Hum yaad mai teri tadpe hai
Chandni aa ke kehti hai
Aate jaate kehti hai
Haa de de sahara
Bas ek nazara
Kab tak yun tadpayega
Kya wajah thi pyar jatane ki
Phir laut ke na aane ki
Hu itna bhi na socha tumne
Baad tumhare jaane ke
Hum kaise jeeyenge
Jaane jaan
Nahi jeena mar jayenge
Itna bhi na socha tumne
Baad tumhare jaane ke
Hum kaise jeeyenge
Jaane jaan
Nahi jeena mar jayenge
Socho kya hoga hamara
Dil ne hai pukara
Bin tere nahi jee payenge
Kya wajah thi khwab dikhane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi khwab dikhane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki

