Darbadar Lyrics | I, Me Aur Main | Monali Thakur | Sachin Jigar

Darbadar Lyrics | I, Me Aur Main | Monali Thakur | Sachin Jigar

Dil me daraare
Dil me daraare
Dil me daraare hi daraare
Dil me kayi hai daraare

Yaade teri hai daraare
Tute jo tinka to hawa ka aasra
Tuta sitara to dua ka aasra
Dil tut jaaye to wo jaaye kaha
Darbadar hai
Darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhbar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil
Darbadar hai
Darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhbar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil

Hai adhure sire jo wo khule hi rahe to
Tumse hi the yahi maan ke hum chale to
Ye jo thoda shikva hai tera mera gila hai gar hota nahi
Chahe lage ya lage na dil tutne ka darr hota nahi
Socha hai pehle bhi kitna par hota nahi
Darbadar hai
Darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhbar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil
Darbadar hai
Darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhbar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil

Darbadar hai
Darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhbar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil
Darbadar hai
Darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhbar ye dil maula
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil maula

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *