Wo Desh Hamara Hai (Aankhe Jiski Mandir Masjid) Lyrics | Bhai Bhai | Udit Narayan, Sapna Mukherjee, Kumar Sanu, Alka Yagnik | Aadesh Shrivastava

Wo Desh Hamara Hai (Aankhe Jiski Mandir Masjid) Lyrics | Bhai Bhai | Udit Narayan, Sapna Mukherjee, Kumar Sanu, Alka Yagnik | Aadesh Shrivastava

Sar hai himalya jiska
Ho sar hai himalya jiska
Dil ganga ki dhara hai
Vo desh tumhra hai
Vo desh hamara hai

Aa aa ho ho
Aankhe jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Aankhe jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Vo desh tumhra hai
Vo desh hamara hai
Aa aa ho ho
Aankhe jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Aankhe jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Vo desh tumhra hai
Vo desh hamara hai

Nafrat ki aag se ab
Ye desh mat jalaao
Gaddar andhiyo se
Is desh ko bachaao
Jo banti hai hamko diwar vo girao
Khwaja ke dhar se utho kashi se uth ke aao

Ramayan ki katha hai iski
Maryada ka darpan
Isha ki suli hai iski
Manavta ka dharshan
Noore mohammed se hai roshan
Inke ghar ka aangan
Utho hamari dharti ne ho
Utho hamari dharti ne fir hame pukara hai
Vo desh tumhra hai
Vo desh hamara hai
Aa aa ho ho
Aankhe jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Aankhe jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Vo desh tumhra hai
Vo desh hamara hai

Hatho me hath thamo
Fir dil se dil milao
Bharat pukarta hai
Apne kadam badhao
Takrao jalimo se
Apna vachan nibhaao
Fir raam banke aao
Ravan ka sar jhukao
Roop hai iska tajmahal sa
Sach hai gautam jaisa
Dil se dil ka rishta iska
Pawan sangam jaisa
Khushi hai iski diwani si gam hai moharam jaisa
Jaha ahinsha se hinsha ka ho
Jaha ahinsha se hinsha ka
Sahas hara hai
Vo desh tumhra hai
Vo desh hamara hai
Vo desh hamara hai aa aa
Vo desh hamara hai aa aa
Vo desh hamara hai aa aa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *