Kar Gaya Kaanha Milan Ka Vaada Lyrics | Geet Gaata Chal | Aarti Mukherjee | Ravindra Jain

Kar Gaya Kaanha Milan Ka Vaada Lyrics | Geet Gaata Chal | Aarti Mukherjee | Ravindra Jain

Kar gaya kanha milan ka wada jamuna kinare khadi hai kab se radha
Na ab tak aayi milan ki wo rat
Na ab tak aayi milan ki wo rat
Kar gaya kanha milan ka wada jamuna kinare khadi hai kab se radha
Na ab tak aayi milan ki wo rat
Na ab tak aayi milan ki wo rat

Tum to piya pardesh sidhare nis din barse nain hamare
Ho nis din barse nain hamare
Tum to piya pardesh sidhare nis din barse nain hamare
Yaha barah mahine lagi hai barsat na ab tak aayi milan ki wo rat

Shama re meri bhul bhulade aaja fir jo chahe saja de
Ho aaja fir jo chahe saja de
Shama re meri bhul bhulade aaja fir jo chahe saja de
Mai ab na karungi thitholi tere sath
Na ab tak aayi milan ki wo rat
Kar gaya kanha milan ka wada jamuna kinare khadi hai kab se radha
Na ab tak aayi milan ki wo rat
Na ab tak aayi milan ki wo rat

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *