Oo
Oo oo
Oo
Aajadi ki khatir dekho sab ko me mil kar ladti hai
Kya likhu pratap ki gatha
Kalam ki sayahi kam padti hai
Veer pratap ke jiwan ki dekho ye amar kahani hai
Aane waale nasalo ko ye gorav gatha sunani hai

Aajadi kayam rkhne ko jivan bhar sanghars kiya

Apne wasulo ki khatir har sukh ko jisne tayag diya

Surajwanshi kul ke iss suraj ki ajab kahani hai
Surajwanshi kul ke iss suraj ki ajab kahani hai
Veer pratap ke jiwan ki dekho ye amar kahani hai
Din dharm ki baat na karke ek ladi me jod diya

Insa ko insa hi samjha kabi na koi bhed kiya

Aan baan ki baate uski jan jan tak pauchani hai
Aan baan ki baate uski jan jan tak pauchani hai
Veer pratap ke jiwan ki dekho ye amar kahani hai
Iss yug ke andiyare path ko phir pratap ka nur mile

Bhamasha
Veerana aur phir hakim sa sur mile
Bhamasha
Veerana aur phir hakim sa sur mile
Unke aadarso ki humko ghar ghar jyot jgaani hai