Sajan Tumse Pyar Kee Larayee Me Lyrics | Maine Pyaar Kyun Kiya | Alka Yagnik, Udit Narayan | Himesh Reshammiya

Sajan Tumse Pyar Kee Larayee Me Lyrics | Maine Pyaar Kyun Kiya | Alka Yagnik, Udit Narayan | Himesh Reshammiya

Sajan tumse pyar ki ladayi me
Sajan tumse pyar ki ladayi me
Tut gai chudiya kalayi me
Kalayi me
Tut gai chudiya kalayi me
Tut gai chudiya kalayi me

Janam tumse pyar ki ladayi me
Janam tumse pyar ki ladayi me
Jaga mai akela rajayi me
Rajayi me
Jaga mai akela rajayi me
Jaga mai akela rajayi me

Pal pal har pal teri lagan
Teri adaaye le gai man
Gore gore haatho pe mehndi ka rang
Us pe yeh sharmane ka dhang
Us pe yeh sharmane ka dhang

Han mai sharmayi pyar ki ladayi me
Tut gai chudiya kalayi me
Kalayi me
Tut gai chudiya kalayi me
Tut gai chudiya kalayi me

Bechaini tadpaati rahi
Chandni dil dhadkaati rahi
Sine pe bijli si chali
Karwat leke raat dhali
Karwat leke raat dhali

Nindiya na aai pyar ki ladayi me
Jaga mai akela rajayi me
Rajayi me
Jaga mai akela rajayi me
Jaga mai akela rajayi me
Janam tumse pyar ki ladayi me
Jaga mai akela rajayi me
Rajayi me
Jaga mai akela rajayi me
Jaga mai akela rajayi me

Tut gai chudiya kalayi me
Tut gai chudiya kalayi me

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *