Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibhana (Sad Version) Lyrics | Chhoti Bahen | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibhana (Sad Version) Lyrics | Chhoti Bahen | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Bhaiya mere rakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Dekho ye nata nibhana nibhana
Bhaiya mere
Bhaiya mere rakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere

Ye din ye tyohaar khushi ka
Paavan jaise nir nadi ka
Bhai ke ujle maathe pe
Behan lagaye mangal tika
Jhume ye saavan suhaana
Suhaana bhaiya mere
Bhaiya mere rakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere

Baandh ke hamne resham dori
Tumse vo ummid hai jodi
Naazuk hai jo saans ke jaise
Par jivan bhar jaaye na chodi
Jaane ye saaraa zamaanaa
Zamaanaa
Bhaiya mere
Bhaiya mere rakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere

Shaayd wo saavan bhi aaye
Jo bahna ka rang na laaye
Bahna parayi desh bashi ho
Agar wo tum tak pahunch na paaye
Yaad ka dipak jalana
Jalana bhaiya mere
Bhaiya mere rakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *