Milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi

Hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi
Hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi
Sharma ke munh na pher
Nazar ke sawaal par
Sharma ke munh na pher
Nazar ke sawaal par
Laati hai aise mod pe
Kismat kabhi-kabhi
Laati hai aise mod pe
Kismat kabhi-kabhi
Milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi
Khulte nahi hai roz dariche bahar ke
Khulte nahi hai roz dariche bahar ke
Aati hai jaaneman ye qayamat kabhi-kabhi
Aati hai jaaneman ye qayamat kabhi-kabhi
Milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi
Tanha na kat sakege javani ke raste
Tanha na kat sakege javani ke raste
Pesh aayegi kisi ki zarurat kabhi-kabhi
Pesh aayegi kisi ki zarurat kabhi-kabhi
Milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi
Phir kho na jaaye ham kahi duniya ki bhid me

Milti hai paas aane ki mohalat kabhi-kabhi
Milti hai paas aane ki mohalat kabhi-kabhi
Hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi
Milati hai zidagi me mohabbat kabhi-kabhi