Ye Zindagi Karar Ko Taras Rahi Hai Lyrics | Baghi Shahzada | Suman Kalyanpur | Bipin Datta

Ye Zindagi Karar Ko Taras Rahi Hai Lyrics | Baghi Shahzada | Suman Kalyanpur | Bipin Datta

Ye zindagi karar ko taras rahi hai aa bhi ja
Ke har taraf ek aag si baras rahi hai aa bhi ja
Ye zindagi karar ko

Gam ki umar bhad gayi dard hai shabab par
Ro raha hai ye nasib behisab par
Bebasi ke ye bekashi bhad rahi hai aa bhi ja
Ye zindagi karar ko taras rahi hai aa bhi ja
Ye zindagi karar ko

Hasrato pe hai dahan lut raha hai pyar bhi
Kya hamara nasib hai tera intzar bhi
Mujhe teri ye aag jhulsa rahi hai aa bhi ja
Ye zindagi karar ko taras rahi hai aa bhi ja
Ye zindagi karar ko

Dekh meri aabaru tere hath hai khuda
Gardishe jawani hai jane aur hoga kya
Har bala nasib ko das rahi hai aa bhi ja
Ye zindagi karar ko taras rahi hai aa bhi ja
Ye zindagi karar ko

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *