Naamumkin Lyrics | Maalik | Sachin-Jigar, Varun Jain

Naamumkin Lyrics | Maalik | Sachin-Jigar, Varun Jain

Hai Naamumkin Hai Naamumkin
Bina Tere Mera Hona Hai Naamumkin

Yeh Ankaha Sa Jo Waada Hai
Aadha Mera Aadha Tera Aadha Hai
Tujh Bin Bemaani Si Raatein Hain
Tu Na Ho Toh Khaamakhaa Ke Hain Yeh Din

Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Bina Tere Mera Hona
Hai Naamumkin

Teri Khaatir Toh Kya Kya
Main Karna Chaahta Hoon
Tere Sapno Mein Rang Saaton
Main Bharna Chaahta Hoon

Yakeen Na Ho Agar Toh
Mujhe Tu Aazma Le
Teri Har Aazmaaish Se
Guzarna Chaahta Hoon

Haan Tujhko Kuch Saabit Na Karna Hai
Bas Meri Jaan Itna Karna Hai
Humse Kareeb Hi Rehna Hai
Meri Nazar Se Yeh Chehra Hataaye Bin

Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Bina Tere Mera Hona
Hai Naamumkin

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *