Puchho jara puchho mujhe kya hua hai
Kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Raja ji tumse dil lagane ki saza hai
Puchho jara puchho mujhe kya hua hai
Kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai
Puchho jara puchho mujhe kya hua hai
Kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Ha ha ha tumse dil lagane ki saza hai
Rutha hai kyu raja kyu mujhse khafa hai
Kaisi berukhi hai mere dil ko pata hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Ha ha ha tumse dil lagane ki saza hai
Kaate ho ya kaliya ho
Bas mahbub ki galiya ho
Sath tumhare chalna hai
Ishq ki aag me jalna hai
Chir ke dekho dil mera
Ispe likha hai naam tera
Divangi kya chij hai
Divano ko bas hai pata
Puchho jara puchho mujhe kya hua hai
Kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Ayi ayi ya tumse dil lagane ki saza hai
Chhod ke tumko kidhr jaye
Hum to tere bin mar jaye
Ji karta kuchh kar jaye
Pyar me had se gujar jaye
Hum vo nahi jo dar jaye
Vada kar ke mukar jaye
Is pyar ka takrar ka
Chahat ka hai apna maja
Puchho jara puchho mujhe kya hua hai
Kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Ha ha ha tumse dil lagane ki saza hai
Puchho jara puchho mujhe kya hua hai
Kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Ha ha ha tumse dil lagane ki saza hai
Ha ha ha tumse dil lagane ki saza hai
Ayi ayi ya tumse dil lagane ki saza hai

