Khwabeeda Lyrics | Farhan Saeed, Kinza Hashmi

Khwabeeda Lyrics | Farhan Saeed, Kinza Hashmi

Yeh Jo Mehak Rahi Hawa Ki Milaya Ae Tu
Mainu Ho Reya Nasha Ki Pilaaya Ae Tu
Eh Haqeeqat Hai Yaa Firr Hai Koi Supna
Mai So Reya Yaa Jagaya Ae Tu

Mai Fana Mai Tabaah
Ki Karan Mai Bayaan
Ho Gaya Tere Te
Main Fidaa

Kyu Khwabeeda Khwabeeda Khwabeeda
Sara Lagda Jahaan Ye Jahaan Ye Jahaan
Kyu Khwabeeda Khwabeeda Khwabeeda
Sara Lagda Jahaan Ye Jahaan Ye Jahaan

Khwaabon Ke Dhaage Palkon Pe Baandhe
Aankhon Mein Tujhko Qaid Kiya
Teri Nigaahon Ne Meri Nigaahon Ko
Aapas Mein Jaise Baandh Liya

Kya Kiya Tu Bata
Hai Mujhe Kya Pata
Lag Raha Mujhe Ko Main Gumshuda

Kyu Khwabeeda Khwabeeda Khwabeeda
Sara Lagda Jahaan Ye Jahaan Ye Jahaan
Kyu Khwabeeda Khwabeeda Khwabeeda
Sara Lagda Jahaan Ye Jahaan Ye Jahaan

Kyu Khwabeeda Khwabeeda Khwabeeda
Sara Lagda Jahaan Ye Jahaan Ye Jahaan
Kyu Khwabeeda Khwabeeda Khwabeeda
Sara Lagda Jahaan Ye Jahaan Ye Jahaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *