Chaahe Vrindaavan Humse Door Hai
Par Humko Jaana to Jarur Hai
Chaahe Vrindaavan Humse Door Hai
Par Humko Jaana to Jarur Hai
Jinse Milne Ko Akhiyaan Tarsi Hai
Jinse Milne Ko Baraso Barasi Hai
Jinse Milne Ko Akhiyaan Tarsi Hai
Jinse Milne Ko Baraso Barasi Hai
Wo Kanha Ka Pyara Sa Roop Hai
Vrindaavan Jaana to Jarur Hai
Chaahe Banawari Humse Door Hai
Par Humko Jaana to Jarur Hai
Mujhko Kanha Ka Bulava Aaya Hai
Tab Hi Man Ko Vrindaavan Bhaaya Hai
Mujhko Kanha Ka Bulaava Aaya Hai
Tab Hi Man Ko Vrindaavan Bhaaya Hai
Unchi Nichi Dagar Mashahoor Hai
Vrindaavan Jaana to Jarur Hai
Baanke Bihari Humse Door Hai
Par Humko Jaana to Jarur Hai
Chaahe Vrindaavan Humse Door Hai
Par Humko Jaana to Jarur Hai
Chaahe Vrindaavan Humse Door Hai
Par Humko Jaana to Jarur Hai

