Hum Tum Dono Milke Geet Banynge Lyrics | Lava | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar | R D Burman

Hum Tum Dono Milke Geet Banynge Lyrics | Lava | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar | R D Burman

Ho ho hum tum dono milke dil ke git banayenge
Sargum ke phulo se sur sangit banayenge
Jab chayenge badal kale yad karenge dunia wale
Git wo mohabbat wale gungunayenge
Hum tum dono milke dil ke git banayenge
Sargum ke phulo se sur sangit banayenge
Jab chayenge badal kale yad karenge dunia wale
Git wo mohabbat wale gungunayenge
Hum tum dono milke dil ke git banayenge

Jab jab tumko pyar pukare tum aa jana paas hamare
Jab jab tumko pyar pukare tum aa jana paas hamare
Ab kya aana ab kya jana hum hardum hai sath tumhare
Pal bhar to hum ek duje se dur na jayenge
Hum tum dono milke dil ke git banayenge

Sunte rahna hum bolenge kuch mat kehna hum bolenge
Sunte rahna hum bolenge kuch mat kehna hum bolenge
De tumko awaz koi tum chup rahna hum bolenge
Ek duje ke nam se ham to log bulayenge
Hum tum dono milke dil ke git banayenge

Jitna pyar kare hum kam hai pyar hai sagar dil sabnam hai
Jitna pyar kare hum kam hai pyar hai sagar dil sabnam hai
Kate chubhte hai sine me kaisa phulo ka mosam hai
Badal bhi barse to dil me aag lagayenge
Hum tum dono milke dil ke git banayenge
Jab chayenge badal kale yad karenge dunia wale
Git wo mohabbat wale gungunayenge
Hum tum dono milke dil ke git banayenge
Sargum ke phulo se sur sangit banayenge

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *