Khushi Bhi Aayi To Kuch Aisi Adaa Se Aayi Lyrics | Saheli | Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Khushi Bhi Aayi To Kuch Aisi Adaa Se Aayi Lyrics | Saheli | Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Khushi bhi aayi to kuch aisi ada se aayi
Khushi bhi aayi to kuch aisi ada se aayi
Khushi ke sath jamane pe muskura baithe
Najara dekh liya vo ajib najro ne
Ke jindagi ke fasane pe muskura baithe
Khushi bhi aayi to

Juban ko rok liya najar se bat chali
Juban ko rok liya najar se bat chali
Naye andaj se ab unse mulakat huyi hai
Nigahe fer ke yu
Nigahe fer ke yu hamse dur baithe hai
Ke unke pas na aane pe muskura baithe
Khushi bhi aayi to kuch aisi ada se aayi
Khushi ke sath jamane pe muskura baithe
Khushi bhi aayi to

Teri hasi ke liye jalaye hamne diye
Teri hasi ke liye jalaye hamne diye
Bade arman bhare dil se ye dete hai duaye
Jaha mishad rahe
Jaha mishad rahe tu jaha jaha bhi rahe
Tere nasib suhane pe muskura baithe
Khushi bhi aayi to kuch aisi ada se aayi
Khushi ke sath jamane pe muskura baithe
Najara dekh liya vo ajib najro ne
Ke jindagi ke fasane pe muskura baithe

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *