Janu Janu Ree Kahe Khanake Hai Tora Kangana Lyrics | Insaan Jaag Utha | Asha Bhosle, Geeta Dutt | Sachin Dev Burman

Janu Janu Ree Kahe Khanake Hai Tora Kangana Lyrics | Insaan Jaag Utha | Asha Bhosle, Geeta Dutt | Sachin Dev Burman

Janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
Janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
Mai bhee janu ree chhupke kaun aaya tore angana
Ari janu ree chhupke kau aaya tore angana
Mai bhee janu ree

Pipal kee chhaiya tale batiya banay ke
Pipal kee chhaiya tale
Pipal kee chhaiya tale batiya banay ke
Bhole bhale dil ko
Le gaya uday ke
Sakhee janu ree
Jhume hai kahe tora jhumka
Sakhee janu ree
Jhume hai kahe tora jhumka
Mai bhee janu ree
Chhupke kaun aaya tore angana
Janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
Mai bhee janu ree chhupke kaun aaya tore angana

Bainya marod ke
Gher ke giray ke
Bainya marod ke
Bainya marod ke
Gher ke giray ke
Baith gaye chailava man me samay ke
Goree janu mai
Kahan pe giree hai toree bindiya
Goree janu mai
Kahan pe giree hai toree bindiya
Janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
Mai bhee janu ree chhupke kaun aaya tore angana
Janu ree janu ree kahe khanke hai tora kangna

Too na kah kisee se
Mai bhee na kahungi
Mai bhee na kahungi

Achchha toh ban ja tu unki
Mai unki rahungi
Unki rahungi mai
Unki rahungi
Unki rahungi
Koyee kya kare baje jab panv kee
Koyee kya kare baje jab panv kee payaliya
Koyee kya kare baje jab panv kee

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *