Hamko Tumhare Pyar Ne Lyrics | Kunwarapur | Abhishek Tiwari

Hamko Tumhare Pyar Ne Lyrics | Kunwarapur | Abhishek Tiwari

Hamko Tumhare Pyar Ne Pagal Bana Diya
Hamko Tumhare Pyar Ne Pagal Bana Diya
Dil Ne Tumhari Chah Mein
Dil Ne Tumhari Chah Mein Khud Ko Bhula Diya

Hamko Tumhare Pyar Ne Pagal Bana Diya
Hamko Tumhare Pyar Ne Pagal Bana Diya

Likh Di Hein Naam Tere Maine Ye Zindgaani
Dekhegi Sari Duniya Iss Pyaar Ki Kahani
Humne Bhi Dil Se Tujhko Apna Bana Liya Hein
Sanson Ko Humne Apni Tere Naam Kar Diya Hein

Pakar Tumhare Pyar Ko Khud Ko Loota Diya
Hamko Tumhare Pyar Ne Pagal Bana Diya
Dil Ne Tumhari Chah Mein
Dil Ne Tumhari Chah Mein Khud Ko Bhula Diya

Hamko Tumhare Pyar Ne Pagal Bana Diya
Hamko Tumhare Pyar Ne Pagal Bana Diya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *