Nadiya Na Piye Kabhi Apna Jal Lyrics | Kan Kan Men Bhagwan | Mahendra Kapoor | Shivram

Nadiya ne piya kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal

Apne tan ka man ka dhan ka dujo ko de jo dan hai
Wo sacha insan are in dharti ka bhagwan hai

Agar sa jiska ang jale or dunia ko mithi suhat de

Deepak sa uska jeewan hai jo dujo ko apna parkash de
Dujo ko apna parkash de dharam hai jiska bhagwat geeta
Dharam hai jiska bhagwat geeta sewa hi ved puran hai
Wo sacha insan are in dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal
Chahe koi gungan kare chahe kare ninda koi

Phulo se koi satkar kare ya kate chubho jaye koi
Ya kate chubho jaye koi man or apman hi dono
Man or apman hi dono jiske liye saman hai
Wo sacha insan are in dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal
Apne tan ka man ka dhan ka dujo ko de jo dan hai
Wo sacha insan are in dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *