Jai Ho… Aaja Aaja Jind Shaamiyaane Ke Tale Lyrics | Slumdog Millionaire | Sukhwinder Singh | A R Rahman

Jai Ho… Aaja Aaja Jind Shaamiyaane Ke Tale Lyrics | Slumdog Millionaire | Sukhwinder Singh | A R Rahman

Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Aaja aaja jind shamiyaane ke tale
Aaja jaree waale nile aasmaan ke tale
Jai ho
Jai ho
Aaja aaja jind shamiyaane ke tale
Aaja jaree waale nile aasmaan ke tale
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho

Ratti ratti sachchi maine jaan gavaayi hai
Nach nach koyalo pe raat bitaayi hai
Ankhiyo kee nind maine phunko se uda di
Gin gin taare maine ungali jalaayi hai
Eh aaja aaja jind shamiyaane ke tale
Aaja jaree waale nile aasmaan ke tale
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho

Chakh le
Ho chakh le
Yeh raat shehad hai
Chakh le
Rakh le
Ha dil hai
Dil aakhari had hai
Rakh le
Kaala kaala kaajal tera
Koyi kaala jaadu hai na
Kaala kaala kaajal tera
Koyi kaala jaadu hai na
Aaja aaja jind shamiyaane ke tale
Aaja jaree waale nile aasmaan ke tale
Jai ho
Jai ho

Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Kab se
Ha kab se jo lab pe ruki hai
Keh de
Keh de
Ha keh de abb aankh jhuki hai
Keh de aisi aisi roshan aankhe
Roshan dono hire hai kya
Aaja aaja jind shamiyaane ke tale
Aaja jaree waale nile aasmaan ke tale
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho
Jai ho

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *