Aaj Kee Rat Khona Hai Kya Lyrics | Don – The Chase Begins Again | Alisha Chinai, Sonu Nigam | Shankar Ehsaan Loy

Aaj Kee Rat Khona Hai Kya Lyrics | Don – The Chase Begins Again | Alisha Chinai, Sonu Nigam | Shankar Ehsaan Loy

Sham hai
Jaam hai aur hai nasha
Tan bhi hai
Mann bhi hai pighala huwa
Chhayi hai ranginiya
Phir bhi hai betabiya
Kyun dhadakta hai dil
Kyun ye kehta hai dil
Deewano ko ab tak nahi hai ye pata
Aaj ki raat khona hai kya pana hai kya
Khona hai kya
Aaj ki raat khona hai kya pana hai kya
Khona hai kya

Do ghadi me yaha
Jane kya hoga
Jo hamesha tha mera
Fir mera hoga
Kaun kiske dil me hai faisala hoga
Faisala hai yahi
Jit hogi meri
Deewano ko ab tak nahi hai ye pata
Aaj ki raat khona hai kya pana hai kya
Khona hai kya
Aaj ki rat khona hai kya pana hai kya
Khona hai kya

Aao main tumse kahu
Baat chhupke se
Rang badlegi pal me
Raat chhupke se
Tumko le jaunga phir sath chhupke se
Jaaoge tum kaha
Dekho main hu yaha
Deewano ko ab tak nahi hai ye pata
Aaj ki rat khona hai kya pana hai kya
Khona hai kya
Aaj ki rat khona hai kya pana hai kya
Khona hai kya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *