Ye Tune Kya Kiya Lyrics | Once Upon a Time in Mumbaai Dobara | Akshay Kumar, Imran Khan | Javed Bashir | Pritam

Ishq woh bala hai
Ishq woh bala hai
Jisko chua isne woh jala hai
Dil se hota hai shuru
Dil se hota hai shuru
Par kambakht sar pe chada hai
Kabhi kud se kabhi kuda se
Kabhi zamaane se lada hai
Itna hua badnaam phir bhi
Har zubaan pe ada hai

Ishq ki.. saasishein..
Ishq ki.. baaziyaan..
Haara main… khel ke..
Do dilon… ka juaa..

Kyun tune meri fursat ki
Kyun dil mein itni harqat ki
Ishaq mein itni barqat ki
Ye tune kya kiya..

Phiru ab maara maara main
chaand se bichhda taara main
Dil se itna kyun haara main
Ye tune kya kiya..

Saari duniya se jeet ki main aaya hoon idhar
Tere aage hi main haara kiya tune kya asar

Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye thune kya kiya

Meri bahon ko teri sanson ki jo
Aadatein lagi hain waisi
Jee leta hoon ab main thoda aur

Meri dil ki ret pe
Aankhon ki jo pade parchai teri
Pee leta hoon tab main thoda aur

Jaane kaun hai tu meri Main naa
Jaanu ye magar
Jahaan jaaun main karoon main wahaan
Tera hi zikar

Mujhe tu raazi lagti hai
Jeeti hui baazi lagti hai
Tabiyat taazi lagti hai
Ye thune kya kiya…

Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye thune kya kiya…

Dil kartha hai teri baatein sunu
Saude main adhoore chunu
Muft ka hua ye faydaa…
Kyun khud ko main barbaad karoon
Fanaa hoke tujhse miloon
Ishq ka ajab hai qaaydaa…
Teri raahon se jo guzri hain meri dagar
Main bhi aage badh gaya hooke thoda befikar

Kaho toh kis se marzi loon
Kaho toh kis ko arzi doon
Hansta ab thoda farzi hoon
Ye tune kya kiya

Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye thune kya kiya…

Ishq ki.. saazishein..
Ishq ki.. baaziyaan..
Haara main… khel ke..
Do dilon… ka juaa..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *