Allah allah
Gumsum chaandani ho
Naajani ho
Ya koi hoor ho
Dilnashi ho
Dilkashi ho ya jannat ka noor ho
Maasha allah
Maasha allah
Maasha allah
Gumsum chaandani ho
Naajani ho
Ya koi hoor ho
Dilnashi ho
Dilkashi ho ya jannat ka noor ho
Maasha allah
Maasha allah
Maasha allah
Tum saba ho ya ghata ho
Kehkasha ho saayba ho
Subah ki pehali kiran ke jaisi
Bebaak alhad pawan ki jaise
Khushbuyein tum lutaati ho masti mein chur chur
Maasha allah
Maasha allah
Maasha allah
Tum haya ho
Tum rida ho
Tum wafa ho
Tum nasha ho
Khaamosh nazarein sadaao jaisi
Tumhaari baatein duaaon jaisi
Har nafas mein tum samaayi ho
Phir bhi ho itni dur
Maasha allah
Maasha allah
Maasha allah
Gumsum chaandani ho
Naajani ho
Ya koi hoor ho
Dilnashi ho
Dilkashi ho ya jannat ka noor ho
Maasha allah
Maasha allah
Maasha allah

