Judaa Lyrics | Ishqedarriyaan | Mahaakshay, Evelyn Sharma | Arijit Singh | Jaidev Kumar

Aansuon ne nazar mein jaga banayi
Zindagi ka hissa bani tanhayi
Ansuon ne nazar mein jaga banayi
Zindagi ka hissa bani tanhayi
Poori hokey bhi poori na ho saki dua..

Tujse juda juda hua
Main judaa hua
Mujse kafa kafa yahan
Mera khuda hua

Tujse juda juda hua
Main judaa hua
Mujse kafa kafa yahan
Mera khuda hua (2 times)

Kareeb se guzar gaya
Kyon muj ko tanha kar gaya
Kareeb se guzar gaya
Kyon muj ko tanha kar gaya
Kaali kaali dil mein ik dard aisa bhar gaya
Jiski kehtey hain duniya me koyi nahi dawa

Tujse juda juda hua
Main judaa hua
Mujse kafa kafa yahan
Mera khuda hua

Tujse juda juda hua
Main judaa hua
Mujse kafa kafa yahan
Mera khuda hua (2 times)

Bewaja saffar main tha
Pal do pal nazzar mein tha
Bewaja safar main tha
Pal do pal nazar mein tha
Kamakha batak gaya
Acha bhala dil ghar mein tha
Kaissi bin terri hogi yeh zindgi batha

Tujse juda juda hua
Main judaa hua
Mujse kafa kafa yahan
Mera khuda hua

Tujse juda juda hua
Main judaa hua
Mujse kafa kafa yahan
Mera khuda hua (2 times)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *