Sun rasiya -2 kaahe ko jalaaye jiya aaja – (3)
(likh likh haaree balam tohe patiya
Tujh bin kaise bitaau kaaree ratiya) – (2)
Kaaree kaaree ratiya yeh kaaree kaaree ratiya
Sun rasiya -2 kaahe ko jalaaye jiya aaja
(kab hoga pura saajan mera sapana
Piya tum aake kahoge mujhe apana) – (2)
Kab tum aake kahoge mujhe apana
Sun rasiya -2 kaahe ko jalaaye jiya aaja
Kaahe ko jalaaye jiya aaja – (2)

