Yeh Barakha Bahaar, Sautaniya Ke Dwaar Lyrics | Mayur Pankh | Lata Mangeshkar, Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Yeh Barakha Bahaar, Sautaniya Ke Dwaar Lyrics | Mayur Pankh | Lata Mangeshkar, Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Yeh barkha bahaar
Sautaniya ke dwaar
Na ja more saanware piya
Yeh barkha bahaar
Sautaniya ke dwaar
Na ja more saanware piya
Na ja more saanware piya
Na ja more saanware piya

Andheri rat ghataao se dard barasega
Andheri rat ghataao se dard barasega
Tere bina jale yeh dil sej pyar tarasega
Mai ro ro maru
Tore paiya padu
Na ja more saanware piya
Yeh barkha bahaar
Sautaniya ke dwaar
Na ja more saanware piya
Na ja more saanware piya
Na ja more saanware piya

Tere bagair kya maja hai jindagani me
Tere bagair kya maja hai jindagani me
Na jao beraham laga ke aag pani me
Na jao beraham laga ke aag pani me
Yeh thandi phuhar
Yeh koyal pukaar
Na ja more saanware piya
Yeh barkha bahar
Sautaniya ke dwaar
Na ja more saanware piya
Na ja more saanware piya
Na ja more saanware piya

Ghadi nahi yeh dil ke sabr aazmaane ki
Ghadi nahi yeh dil ke sabr aazmaane ki
Hai rut najar se najar
Dil se dil milane ki
Yeh pahala ashad dikha de dulaar
Na ja more saanware piya
Yeh barkha bahaar
Sautaniya ke dwaar
Na ja more saanware piya
Na ja more saanware piya
Na ja more saanware piya

Tere baghair kya maja hai jindagani me
Tere baghair kya maja hai jindagani me
Na jao beraham laga ke aag pani me
Na jao beraham laga ke aag pani me
Yeh thandi phuhaar
Yeh koyal pukaar
Na ja more saanware piya
Yeh barkha bahaar
Sautaniya ke dwaar
Na ja more saanware piya
Na ja more saanware piya
Na ja more saanware piya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *