Koee Matvala Aaya Mere Dware Lyrics | Love In Tokyo | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Koee Matvala Aaya Mere Dware Lyrics | Love In Tokyo | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware

Kya mann uske main kya janu
Chhaliya ko main kya pehachanu
Jaane kyun mera nam pukare
Jaane kyun mera nam pukare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware

Jab se gaya hai bhola bachpan
Akhiya chanchal natkhat hai mann
Ab nahi kuchh bhi bas me hamare
Ab nahi kuchh bhi bas me hamare
O koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware

Raat raat bhar nind naa aaye
Bin chaahe wo yaad aa jaaye
Kaatu ratiya din din taare
Kaatu ratiya din din taare
Aa koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *