Khushiya aur gam sahti hai
Phir bhi ye chup rahti hai
Ab tak kisi ne na jana
Zindagi kya kahti hai
Khushiya aur gam sahti hai
Phir bhi ye chup rahti hai
Ab tak kisi ne na jana
Zindagi kya kahti hai
Apni kabhi
To kabhi ajnabi
Aansu kabhi
To kabhi hai hansi
Dariya kabhi
To kabhi tishnegi lagti hai ye to
Khushiya aur gam sahti hai
Phir bhi ye chup rahti hai
Ab tak kisi ne na jana
Zindagi kya kahti hai
Khamoshiyo ki dhimi sada hai
Ye zindagi to rab ki dua hai
Chu ke kisi ne isko dekha kabhi na
Ehsaas ki hai khushbu mehki hawa hai
Khushiya aur gam sahti hai
Phir bhi ye chup rahti hai
Ab tak kisi ne na jana
Zindagi kya kahti hai
Mnn se kaho tum
Man ki suno tum
Man meet koi mnn ka chuno tum
Kuch bhi kahegi duniya
Duniya ki chodo
Palko me sach ke jhilmil
Sapne buno tum
Khushiya aur gam sahti hai
Phir bhi ye chup rahti hai
Ab tak kisi ne na jana
Zindagi kya kahti hai
Apni kabhi
To kabhi ajnabi
Aansu kabhi
To kabhi hai hansi
Dariya kabhi
To kabhi tishnegi lagti hai ye to
Khushiya aur gam sahti hai
Phir bhi ye chup rahti hai
Ab tak kisi ne na jana
Zindagi kya kahti hai

