Tarpat Beete Tum Bin Ye Raina Lyrics | Jaag Utha Insan | Lata Mangeshkar | Rajesh Roshan

Tarpat Beete Tum Bin Ye Raina Lyrics | Jaag Utha Insan | Lata Mangeshkar | Rajesh Roshan

Tarpat bite tum bin ye raina
Kab manoge parbhu mera kahna
Rat aur din ka ye dukh sahna
Do naino se aansu yu behna
Garva lagao ke ab nahi chaina
Tarpat bite tum bin ye raina
Kab manoge parbhu mera kahna
Rat aur din ka ye dukh sahna
Do naino se aansu yu bahna
Garva lagao ke ab nahi chaina
Tarpat bite tum bin ye raina
Kab manoge parbhu mera kahna

Parit ne kaisi ye agan lagayi
Badti jaye wo agan lagyai
Tumhre sang sang ab to rahna
Garva lagao ke ab nahi chaina
Tarpat bite tum bin ye raina
Kab manoge parbhu mera kahna

Jab se piya tose naina milaye
Mere man me teri chhavi samaye
Karti rehti hu mai teri kalpana
Garva lagao ke ab nahi chaina
Tarpat bite tum bin ye raina
Kab manoge parbhu mera kahna
Rat aur din ka ye dukh sahna
Do naino se aansu yu bahna
Darba lagao ke ab nahi chaina
Tarpat bite tum bin ye raina
Kab manoge parbhu mera kahna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *