Khuda Ke Liye Pardah Nahin Karna Lyrics | Aazaan | Salim Merchant, Shraddha Pandit | Salim Sulaiman

Khuda Ke Liye Pardah Nahin Karna Lyrics | Aazaan | Salim Merchant, Shraddha Pandit | Salim Sulaiman

I feel now that our love is on

Kyun mehroom neendh-veendh se hai raatein
Guzarti subah bhi hai khayal mein i feel now
Kyun lage khaas kal jo thi fizool baatein
Hai tabdeeliyan bhi dil ke haal mein
Aye mere dil yeh bata
Kis intezaar mein tu beqaraar hai
Khuda ke liye
Pardah nahin karna
Khuda ke liye
Ab naa nahin karna
Khuda ke liye
Mujhse yehi kehna
Ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye
I feel now that our love is on
Khuda ke liye
Khuda ke liye

Jazbaat pehne hai aaj dhadkane
Dil me tasalli hai na ki tadpane
Zinda hui hai bejaan khwahishe
Ek saath suljhi hai aaj uljhane
Hal hue hal hue
Raahaton se rubaru
Hal hue hal hue
Jitne sawaal hain
Khuda ke liye
Pardah nahin karna
Khuda ke liye
Ab naa nahin karna
Khuda ke liye
Mujhse yehi kehna
Ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye
I’m feeling now that our love is on
Khuda ke liye
Khuda ke liye

I can see the love light shining deep inside your eyes
Tell me why just tell me why you wanna a high
I can see your billion fires going in your per
Tell me why just tell me why you wanna a high
Aye mere dil yeh bata kis intezaar me tu beqaraar hai
Khuda ke liye
Pardah nahin karna
Khuda ke liye
Ab naa nahin karna
Khuda ke liye
Mujhse yehi kehna
Ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye
I feeling now that our love is on
Khuda ke liye
Khuda ke liye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *