Do din ki zindagi
Kaisi hai zindagi
Do din ki zindagi
Kaisi hai zindagi
Koi na ye jane
Ho
Bhitar andhera hai
Bahar hai roshni
Dekhe na parwane
Do din ki zindagi
Kaisi hai zindagi
Arma ki basti
Jane kaise hai basti
Utni hi suni
Ho
Utni hi suni
Chayi hai masti
Najro me bakpan
Aankho me sau chaman
Sine me virane
Do din ki zindagi
Kaisi hai zindagi
Pahle to kya kya
Sapne dikhlaye dunia
Fir khud hi tuta
Ho
Fir khud hi tuta
Sapna ban jaye dunia
Dunia ki chah ke
Nagmo ke rah ke
Jhuthe hai afsane
Do din ki zindagi
Kaisi hai zindagi
Phulo ne dekha khilke
Murjhana dil ka
Taro ne dekha
Ho
Taro ne dekha
Jal ke bujh jana dil ka
The kal the jo meharba the
Kal jo razda
Nikle wo begane
Do din ki zindagi
Kaisi hai zindagi

