Jagee Jagee Badan Me Jwala Saiyya Lyrics | Izzat | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Jagee Jagee Badan Me Jwala Saiyya Lyrics | Izzat | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Jagi jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Mana mana kar hari
Mane nahi man matwala
Pari tune hasna chhod hi
Maine tujhe kitna jana
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar daa
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala

Aate jate raho me chheda
Inhi teri bato se pada ye bakheda
Aate jate raho me chheda
Inhi teri bato se pada ye bakheda
Achhi di pehchan
Tere do naino ne
Achhi di pehchan
Tere do naino ne
Are ghayal kar di jan
Tere do naino ne
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala

Ruthe meri aankho se sapne
Hue tere khwab me din the jo apne
Ruthe meri aankho se sapne
Hue tere khwab me din the jo apne
Apna pahle hal na
Aisa dekha tha
Apna pahle hal na
Aisa dekha tha
Are solah sal me
Sal na aisa dekha tha
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiy a tune kya kar dala

Tere liye rato ko bhatku
Aate jate logo ki najro me khatku
Tere liye rato ko bhatku
Aate jate logo ki najro me khatku
Kaisi halchul dali
Meri javani me
Kaisi halchul dali
Meri javani me
Are julmi tune aag laga di pani me
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala

Mana mana kar hari mane nahi man matwala
Pari tune hasna chhod hi maine tujhe kitna jana
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *