Aaj Pukare Tujhko Sajna Lyrics | Phool | Sadhana Sargam | Anand Milind

Sajna sajna sajna sajna aaja pukare tujhko sajna
Aaja pukare tujhko sajna meri chudiya mere kangana
Meri chudiya mere kangana aaja pukare tujhko sajna
Aaja pukare tujhko sajna meri chudiya mere kangana
Meri chudiya mere kangana

Kal tu gaya hai kal aayega aaj ka din kaise jayega

Kal tak mushkil hai mera bachna aaja pukare tujhko sajna
Meri chudiya mere kangana meri chudiya mere kangana

Aise agar teri yaad aayegi hotho pe ye fariyad aayegi

Jaldi se aa bas kar mujhe tang na
Aaja pukare tujhko sajna
Meri chudiya mere kangana meri chudiya mere kangana

Khel chuke ham aankh micholi jaldi se aa le ja meri doli

Ji na lage babul ke angana aaja pukare tujhko sajna
Meri chudiya mere kangana meri chudiya mere kangana
Aaja pukare tujhko sajna aaja pukare tujhko sajna
Meri chudiya mere kangana meri chudiya mere kangana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *