Humne Aaj Se Tumhe Ye Naam De Diya Jaaneman Lyrics | Raja Saab | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Kalyanji Anandji

Humne Aaj Se Tumhe Ye Naam De Diya Jaaneman Lyrics | Raja Saab | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Kalyanji Anandji

Humne aaj se tumhe ye nam de diya
Jane man jane man jane ja jane ja
Humne aaj se tumhe ye nam de diya
Is bahane pyar ka paigam de diya
Jane man jane man jane ja jane ja

Paigam ka kuch jawab do aise ho kyu chup chap se
Aise ho kyu chup chap se sharma rahe hai aaj hum
Kahte hue kuch aapse kahte hue kuch aapse
Humne aankho ko juba ka kam de diya
Wah is bahane pyar ka paigam de diya
Jane man jane man jane ja jane ja

Bato hi bato me aap to karne lage hamse pyar bhi
Karne lage hamse pyar bhi tumne hi luti hai nind bhi
Tumne hi luta karar bhi or chupke se hame dil inam de diya
Is bahane pyar ka paigam de diya
Jane man jane man jane ja jane ja

Bechain tumne kar diya is dil ke har arman ko
Is dil ke har arman ko ye na kaho tum ye kaho
Is dil ki har dastan ko is dil ki har dastan ko
Pyar ne bada hasin anzam de diya
Is bahane pyar ka paygam de diya
Jane man jane man jane ja jane ja
Jane man jane man jane ja jane ja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *