Dil ki bate kabhi kabhi dil me kyu rah jati hai
Dil ki bate kabhi kabhi dil me kyu rah jati hai
Dil ki bate kabhi kabhi dil me kyu rah jati hai
Anjane me jindagi tanha kyu rah jati hai
Ye mohabbat samjh me na aaaye
Ye chahat hai kya chiz haaye
Ye mohabbat samjh me na aaaye
Ye chahat hai kya chiz haaye
Dil ki bate kabhi kabhi dil me kyu rah jati hai
Anjane me jindagi tanha kyu rah jati hai
Yaro mohabbat jo bhi karega
Jaruri nahi hai ke aahe bharega
Kismat ke hatho har faisla hai
Kisko pata hai kab kya milega
Jo takdir ka likha mane dil ko wahi lagaaye
Ye sikayat samjh me na aaye
Ye chahat hai kya chiz haaye
Ye mohabbat samjh me na aaye
Ye chahat hai kya chiz haaye
Jise chahte the ja se bhi jyada
Usine nibhaya na mohabbat ka wada
Kaise milegi mohabbat ko manjil
Kuch or hai hamsafar ka irada
Jisse jisko pyar ho rabba kash use mil jaaye
Ye ibadat samjh me na aaye