Mere Maula Karam Ho Karam Lyrics | Khakee | Kailash Kher, Richa Sharma | Ram Sampat

Mere Maula Karam Ho Karam Lyrics | Khakee | Kailash Kher, Richa Sharma | Ram Sampat

Ali ha ali ha ali ha ali ha
Maula muala mere
Maula maula mere maula maula
Mere maula maula
Mere maula maula ho karam
Maula muala mere
Maula maula mere maula maula
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Tumse fariyad karte hai ham
Tumse fariyad karte hai ham
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam

Yeh jamin aur yeh aasman tere kabje me hai do jahan
Sab pe tu hi toh hai meharban ham tere dar se jaye kahan
Tu hi sunta hai sabki sada
Tu hi rakhta hai sabka karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Karam kijiye maula
Karam kijiye maula
Karam kijiye maula
Karam kijiye maula

Bekasuro ko sahara mile
Dubato ko kinara mile
Sar se tufan pal me tale jo tera ek ishara mile
Tu kare jo meharbaniya dur ho jaye har ek gham
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam

Jaye kahan jaye tere dar ke siwa maula
Tastin kahan bhayi tere ghar ke siwa maula
Iss duniya pe tere karam kaa saya maula
Daman kahan failau tere dar ke siwa maula
Maula maula
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *