Sikha Nahin Sabak Tune Pyar Ka Lyrics | Sapnon Ka Saudagar | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

Aa dil ki pustak main tujhko padhaaun
Aa dil ki pustak main tujhko padhaaun
Chahat ke dastur tujhko sikhaaun chahat ke dastur tujhko sikhaaun
Phir aayega na mausam bahaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

Saari umar tune yu hi gujari saari umar tune yu hi gujari
Duniya mein aakar raha tu anadi duniya mein aakar raha tu anadi
Ab lele mazaa jeet haar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

Ek ek dohe mein ek ek gyarah ek ek dohe mein ek ek gyarah
Ulfat mein hai ek rasta hamara ulfat mein hai ek rasta hamara
Ye khel hai to bas aitbaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *