Jaane Kyo Hai Aajkal Khoyi Khoyi Jindagi Lyrics | Jazbaat | Rajkamal | Raj Kamal

Jaane Kyo Hai Aajkal Khoyi Khoyi Jindagi Lyrics | Jazbaat | Rajkamal | Raj Kamal

Jane kyu hai aajkal khoyi khoyi zindagi
Jane kyu hai aajkal khoyi khoyi zindagi
Lagta hai ye jaha jane kyu ajnabi
Jane kyu hai aajkal khoyi khoyi zindagi

Jana kaha mujhe aur kaha ja raha hu
Jana kaha mujhe aur kaha ja raha hu
Hai khabar jaha ki na khud ko pa raha hu
Layi mujhe hai kaha ye meri bekhudi
Jana kaha mujhe aur kaha ja raha hu

Aujhil si hai faja mausam dhua dhua hai
Aujhil si hai faja mausam dhua dhua hai
Hai wahi ye zami aur wahi aasma hai
Wahi hu mai magar mujhe gam hai na koi khushi
Jane kyu hai aajkal khoyi khoyi zindagi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *