Yeh Zindagi Hai Ek Safar Lyrics | Rahi | Hemant Kumar | Anil Biswas

Yeh Zindagi Hai Ek Safar Lyrics | Rahi | Hemant Kumar | Anil Biswas

Ye zindagi ye zindagi hai ek safar
Ye zindagi hai ek safar
Kabhi idhar kabhi udhar
Jab talak hai dam me dam
Karo na gum chale chalo chale chalo
Ye zindagi hai ek safar ye zindagi hai ek safar

Agar hai dil ki arzu sulagna hoga aag se
Agar hai dil ki arzu sulagna hoga aag se
Khushi ki jo talaash hai uthalo gam bhi pyar se
Sitam na hai chupe karam kaho sitam
Chale chalo chale chalo
Sitam na hai chupe karam kaho sitam
Chale chalo chale chalo
Ye zindagi hai ek safar ye zindagi hai ek safar

Hawa ki tarah hai jindagi hai har ghadi
Rawa rawa ho rawa rawa
Hawa ki tarah hai jindagi hai har ghadi
Rawa rawa ho rawa rawa
Hai rukna nam maut ka ruke to jindagi kaha
Jaha talak uthe kadam kadam kadam
Chale chalo chale chalo
Jaha talak uthe kadam kadam kadam
Chale chalo chale chalo
Ye zindagi hai ek safar ye zindagi hai ek safar
Kabhi idhar kabhi udhar jab talak hai dam me dam
Karo na gum chale chalo chale chalo
Ye zindagi ye zindagi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *