Khuda Bhee Aasman Se Jab Lyrics | Dharti | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Khuda Bhee Aasman Se Jab Lyrics | Dharti | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga
Khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga
Mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga
Khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga
Mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga
Khuda bhi aasman se

Mussbir khud pareshan hai ke yeh tasvir kiski hai
Banogi jisaki tum aisi hasin takdir kiski hai
Kabhi woh jal raha hoga kabhi khush ho raha hoga
Khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga
Mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga
Khuda bhi aasman se

Jamane bhar ki masti ko nigaho me sameta hai
Kali se jism ko kitni baharo me lapeta hai
Huwa tumsa koyi pehle naa koyi dusra hoga
Khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga
Mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga
Khuda bhi aasman se

Farishte bhi yaha rato ko aa kar ghumte honge
Jahan rakhti ho tum
Panv jageh woh chumte honge
Kis ke dil peh kya gujri yeh wohi janta hoga
Khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga
Mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga
Khuda bhi aasman se

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *