Qamar Patli Nazar Bijli Surahidar Gardan Lyrics | Kahin Din Kahin Raat | Mahendra Kapoor | O P Nayyar

Qamar Patli Nazar Bijli Surahidar Gardan Lyrics | Kahin Din Kahin Raat | Mahendra Kapoor | O P Nayyar

Kamar patli nazar bijli surahidar gardan
Kayamat se meri jan kam nahi ho
Kamar patli nazar bijli surahidar gardan
Kayamat se mei jan kam nahi ho
Ye julfo ki ghata kali machalta jaise sawan
Kayamat se mei jan kam nahi ho kamar patli

Badan aisa hai chikna ke fisalti hai nigahe
Tadap jata hai dil apna chamakti hai jo bahe
Jami jhume kadam chume jawani ka alam
Tumhi kahdo ke aise me tumhe kaise na chahe
Karib aakar kabhi sunlo hamare dil ki dhadkan
Kayamat se mei jan kam nahi ho
Kamar patli nazar bijli surahidar gardan
Kayamat se mei jan kam nahi ho kamar patli

Najar jiski padi tum par kaleja tham lega
Ishara jise tul kar do wo kab aram lega
Magar mujhse tumhe dilbar koi sikwa na hogi
Mera dil hai ye lutkar bhi tumhara nam lega
Kabhi na chhutega kabhi mujhse wafa ka pak daman
Kayamat se mei jan kam nahi ho
Kamar patli nazar bijli surahidar gardan
Kayamat se mei jan kam nahi ho
Ye julfo ki ghata kali machalta jaise sawan
Kayamat se mei jan kam nahi ho kamar patli

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *