Tum ruth ke mat jaana
Tum ruth ke mat jaana
Mujhse kya shikava diwana hai diwana
Mujhse kya shikava diwana hai diwana
Kyon ho gaya begana
Kyon ho gaya begana
Tera-mera kya rishta ye tune nahi jaana
Tera-mera kya rishta ye tune nahi jaana
Main laakh hu begana
Main laakh hu begana
Phir ye tadap kaisi itna to bata jaana
Phir ye tadap kaisi itna to bata jaana
Fursat ho to aa jaana
Fursat ho to aa jaana
Apne hi haatho se meri duniya mita jaana
Apne hi haatho se meri duniya mita jaana
Tum ruth ke mat jaana
Tum ruth ke mat jaana
Mujhse kya shikava diwana hai diwana
Mujhse kya shikava diwana hai diwana

