Besharam Rang Lyrics | Pathaan | Shilpa Rao, Caralisa Monteiro

Besharam Rang Lyrics | Pathaan | Shilpa Rao, Caralisa Monteiro

Humein toh loot liya milke
Ishq waalon ne
Bohat hi tang kiya ab tak
In khyaalon ne

Nasha chadha joh shareefi ka
Utaar phenka hain
Besharam rang kaha dekha
Duniya waalon ne

Humein toh loot liya milke
Ishq waalon ne
Bohat hi tang kiya ab tak
In khyaalon ne

Nasha chadha joh shareefi ka
Utaar phenka hain
Besharam rang kahan dekha
Duniya waalon ne

Mujhmein nayi baat hai
Meri aadaton ke saath hai
Mujhmein nayi baat hai
Meri aadaton ke saath hai

Hai joh sahi woh karna nahi
Gaalat hone ki
Yehi toh shuruwat hain

Nasha chadha joh shareefi ka
Utaar phenka hain
Besharam rang kaha dekha
Duniya waalon ne

Humein toh loot liya milke
Ishq waalon ne
Bohat hi tang kiya ab tak
In khyaalon ne

Humein toh loot liya milke
Ishq waalon ne.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *