Saawan Ki Boondein Lyrics | Stebin Ben

Saawan Ki Boondein Lyrics | Stebin Ben

Inaayat aisi huyi mujh par
Dua ban ke mila hai tu

Inaayat aisi huyi mujh par
Dua ban ke mila hai tu
Kiye sajde adaa rab ke
Meri chahat ka sila hai tu

Asar tera hai iss qadar
Asar tera hai iss qadar

Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Bechainiyon mein bhi chain aaya
Jab se qareeb maine tujhko hai paaya

Ho bechainiyon mein bhi chain aaya
Jab se qareeb maine tujhko hai paaya
Meri subah hai raushan tujhse
Saath mere rehna tu banke saaya
Saath mere rehna tu banke saaya

Fira main kis tarah dar dar
Tujhe paane ko humsafar

Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *