Git Gaataa Hun Main Gunagunaataa Hun Main Lyrics | Lal Patthar | Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Git Gaataa Hun Main Gunagunaataa Hun Main Lyrics | Lal Patthar | Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Git gata hu mai
Git gata hu mai
Gungunata hu mai
Maine hasne ka vada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hu mai
Git gata hu mai
Gungunata hu mai
Maine hasne ka vada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hu mai
Isliye ab sada muskurata hu mai

Ye mohabbat ke pal kitne anamol hai
Kitne phulo se nazuk mere bol hai
Ye mohabbat ke pal kitne anamol hai
Kitne phulo se nazuk mere bol hai
Sab ko phulo ki mala pahnata hu mai
Muskurata hu mai
Git gata hu mai
Gungunata hu mai
Maine hansne ka vada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hu mai
Git gata hu mai
Gungunata hu mai
Maine hansne ka vada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hu mai
Isliye ab sada muskurata hu mai

Roshani hogi itani kise thi khabar
Mere man ka ye darpan gaya hai nikhar
Roshani hogi itani kise thi khabar
Mere man ka ye darpan gaya hai nikhar
Saaf hai ab ye darpan dikhata hu mai
Muskurata hu mai
Git gata hu mai
Gungunata hu mai
Maine hansne ka vada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hu mai
Git gata hu mai
Gungunata hu mai
Maine hansne ka vada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hu mai
Isliye ab sada muskurata hu mai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *