Hero Lyrics | Jungle Cry | Jubin Nautiyal

Hero Lyrics | Jungle Cry | Jubin Nautiyal

Tu zinda hai tu zindagi ki
Jeet mein yaqeen kar
Agar kahin hai swarg toh
Utaar la zameen par

Ghamon ke aur char din
Sitam ke aur char din
Guzar bhi jayenge yeh din
Guzar gaye hazaar din

Hero
Hero
Banega kal tera hai kal
Hero
Banega kal banega kal
Hero
Hai tera kal hai tera kal

Humare karwaan ko
Manzilon ka intezaar hai
Ye aandhiyon ye bijliyon
Ki peeth par sawaar hai

Haan humare karwaan ko
Manzilon ka intezaar hai
Ye aandhiyon ye bijliyon
Ki peeth par sawaar hai

Tu aa kadam mila ke chal
Chalenge ek saath hum
Agar kahin hai swarg toh
Utaar la zameen par

Hero
Hero.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *